یہ ہم جو ہجر میں دیوار و دَر کو دیکھتے ہیں
کبھی صبا کو کبھی نامہ بر کو دیکھتے ہیں
نظر لگے نہ کہیں اٌس کے دست و بازو کو
یہ لوگ کیوں میرے زخم جگر کو دیکھتے ہیں
وہ آۓ گھر میں ہمارے خٌدا کی قٌدرت ہے
کبھی ہم اٌن کو کبھی اپنے گھر کو دیکھتے ہیں
Mirza Galib
yeh ham jo hijar main dewar o darr ko dekhty
hain
kabhi saba ko kabhi nama bar ko dekhty hain
nazar lagy na kahin uss kay dast o bazu ko
ye log kiyun mery zakhm e jigar ko dekhtay
hain
wo aaye ghar main hamary khuda ki qudrat hai
kabhi ham un ko kabhi apny ghar ko dekhtay
hain